Ubalte paani ke maindak samasamayik ghatnaon evam jvalant muddon par lekhak ke vicharon se avgat karata 21 kavitaon ka sangrah hai. Rozmarra ki saral bhasha mein likhi gayi in kavitaon mein har umr ka paathak apne aap ko varnit hota dekhta hai. Kahin na kahin uske apne jeevan mein ghati paristhitiyon ka varnan hota dekh paathak baar-baar in kavitaon ko gungunaata hai jeeta hai aur aane wale kal ko behtar banane ki kalpana karta hai
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.