A Note About Suicide

About The Book

Relationship zindagi jeene ke liye jaruri nahi hai par jab iska khayal dimag mein aata hai toh zindagi badal hi jati hai. Vrinda se baat karne uske saath relation bana ne ke chakar mein ek khush haal zindagi pareshaniyon ke bojh tale dab gayi. Ek relation ki khwahish kis tarah zindagi badal sakti hai zindagi kitna bhayank roop le sakti hai iss ek khwahish ke chakar mein. Kabhi na rone wala shaksh har choti baat par emotional hone laga khud ko akela mehsoos karke depression ko hi apni zindagi ka hissa bana liya. Depression ki wajah se dimag mein suicide ka khayal aana bujdilon ki tarah suicide ki koshish karna. Doston ka saath har kadam par mila depression se bahar aane mein bahut help mili. Shivika zindagi mein aayi har pareshani ko samjha aur saath diya career bana ne ke liye har waqt motivate kiya har decision mein mera saath diya. A Note About Suicide ye 2 alag “ alag relations ki kahani hai pehla wo relation jo na ban ne par suicide ki taraf jaane ki wajah ban gaya aur dusra wo relation jo zindagi sanwaar ne ki wajah ban gaya.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE