*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹150
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Janta hoon ki ab khat ka jamana nahi raha aaj ke jamane me kon khat likhta hai kon khat padta hai fir bhi khat likhta hoon yeh jante hue bhi ki mere yeh khat shayad tum tak pahuchte bhi na ho fir bhi likhta hoon mere dil ko sukoon pahuchta hai jab me tumhe khat likhta hoon mere dil ka bojh halka ho jata hai mera sara dard lafzo me beh jata hai shayad tumhe padkar yakin na aaye ki jo ladka din din bhar bol bol kar tumhara sar khaya karta tha apni baton se tumhe pakaya karta tha woh ladka ab kai kai ghante khamosh rehta hai muskuraye hue to use jaise jamana gujar gaya tumhare chhod jane par mot to nhi aayi use लेकिन jeete ji mar gaya jinda lash bankar reh gaya aajkal kuch nhi karta hai. bus tumhe khat likh likh kar apna man halka karta hai janta hoon me tumhe padkar taklif hogi lekin sochna jaroor ki jab tumhe padkar itna dard hua to likhne wale ko likhkar kitna dard hua hoga jab padte padte timhari ankhon me nami aa gayi to socho likhne wala kitna roya hoga kitne dard kitne zakhm mile honge use jab tumhe khoya hoga.