zindagi me jab bechainiyo ka bojh jyada badh jata hai to apne ird-gird ghumte alfaaz aur unse buna jaal marham ka kaam karta hai. alfaaz-e-zindagi me aap aisi rachnaaye padhenge jinhe padh kar shayad aapko lage ki ye zindagi ke kisi na kisi padaav parr hakikat yahi thi. is sangrah me na sirf dard ki baat ki gai hai balki pyaar ke khoobsoorat ehsaas ka bhi zikr kiya gaya hai. bebasi zindagi dard nirasha udaasi ki galiyo se guzarte hue yaahan khushiyo se bhi mulaqaat ki hai.
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.