*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹228
₹250
8% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Yah pustak Alfaaz Arman Ke Tere Baad Jo premi ke prem tatha uske sath bitaye lamho ka hi nhi balki usse bichhadne ke dukh ko bhi bakhubi samjhati hai. In sabhi lamho ko ek naye vicharo me piro kar Rachna ka roop diya gaya hai. Sabhi rachnaye vicharo se hi aati hai chahe wo vichar aapke ho ya aapke aas pass ho rahe kriyakalapo ko dekh kar mile. Aise hi kai lamho ko is pustak me likha gaya hai. Pustak likhne ka vichar to nahi tha Parantu jab likhne ka vichar kiya tatha likhna shuru kiya to bahut sari rachnaye ubhar kar aayi. Jisme se 351 rachnaye is pustak me sammilit hai. Sabhi rachnaao ko ek hi vishay Prem par likha gaya hai Jo ki apke jivan me huye kabhi na kabhi prem ki akrati ko aapke samne ukerne ka kaam karegi. Is pustaka me prem me jina premi se bichhadkar jina tatha premi se bichhadkar bhi us prem ko kaise jinda rakha jaye in sabhi baato ka bahut hi gahraiyo se ullekh kiya gaya hai.