Ankahe alfaaz kuch ese lafzo ka mel hai jo humare andar khi gehrai me dhans jate hain. Kuch ese lafz jo hme aur humari rooh ko prabhavit karte hain. Humare rishto wa bhavnaao ke mel se bne kuch ese lafz jo kavitaao ke zariye darshayen gye hein. Isme mojood tamam kavitaye insani pyar mohabbat nafrat dhokha tanhai aadi ko darshane wa dil ko sukoon dene ke liye rachai gyi hein. Esa kha jata hai jiska koi nhi hota uska ek kalam aur kagaz se gehra talluq hota hai. Ye kitaab kuch ese hi logo ke liye likhi gyi hai jo is dunyawi dikhawe se tang hein in shabdo ko aas paas ke logo wah unki bhavnaao ko smjhte hue piroya gya hai umeed hai in kavitaao ko padhne wale ko aanand wa sukoon ka ehsas hoga.... Happy reading
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.