Ankahi baatein / अनकही बातें


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Ankahi Batein namak yeh kitab sukh dukh pyar evam aise kai sare goonge bhavanavon ki Prateek hai. Yeh pustak zindagi ki kai sari tatvon ke mishran hai jo kabhi vkyath na ki gayi gehre lamhon ka samooh hai.Is pustak ke do bagh hain pehla bhag ko Har se lekar pyar Tak ki safar aur doosre bagh ko Pyar me harneka safar kaha gaya hain.Is kitab ke pehle Bagh ke mukhya amsh dil ke sajjan bhavanavon ko vyakt karti hai jaise ki: svayam se nafrat karne ki soch ko chodkar khud se pyar karne thak ki safar samaj ke kahi trutiuyon ke Prateek aprassantha prakat karna evam dost ki aur prem ki Bhavana ke Prateek karna.kithab ke is bagh me lekhak jeevan ke andhere mei kudh ki safar ka varnan karte hai.Kithab ke dusre bagh mein lekhak ek premi hone ke madhur sankhat evam meetey dard ka varnan karte hai. Is bagh se yeh prakat hota hein ki pyar ka Dard sehna koi buri bat nahi hai.Sanksipth me yeh kaha ja sakta hai ki ankahi batein ek aisi kitab hai jo har dil ko chu jata hai aur jeevan ke katin sach ka varnan karta hai.
downArrow

Details