“Yeh kavita–sangrah” maanviya bhavnaon ki un ankahi gehraiyon ko swar deta hai jinhein hum sab apne bheetar hi bheetar mehsoos karte hain. Lekhika ne peeda sangharsh vyangya viyog aur prem jaise vividha anubhavon ko atyant samvedansheelata se kavya mein piroya hai.Har kavita ek maun pukaar hai — jo hriday ko choo jaati hai aur vicharon ko jhankjhor deti hai.Yeh sangrah un pathakon ke liye hai jo kavita ko keval manoranjan nahi balki aatma ki abhivyakti maante hain.
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.