Antarman se kabhi kabhi / अंतर्मन से कभी कभी


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Antarman se kabhi kabhi likhne waale mahashay kabhi ye dhyan mein rakh ke ise likhna chaalu nahi kiye the ki chhapwa denge. ye kitaab ke har ek shabd bhaawnao se phoote hai. kuchh aadhi raat likhe gaye. kuchh ko chalti bus mein likha. kuchh ko adhoorepan ne likhwa diya. kuchh sochte sochte likhar gaye. chooki jab khyaal ati teevra hoke man ko pareshaan karne lagte the aur chhalakne lagte the ise girte girte mobile ki screen mein samet liya gaya. isliye likhne ki awadhi do saal hogi. inhe likhte waqt jin shabdon ko dhaal banaya gaya aur unki madad maangi gayi ise chhapwaane ki tarkeeb ke dauraan unme aa ki matraa ka bhi fer badal nahi ki gayi taaki padhne waale ka man likhte taqt likhne waale ke man se mile. kitaab mein thodi kuchh kavitaaye hai aur kuchh chittran amoort lekhan ke hai.
downArrow

Details