Bharat ki ajadi me press ki bhumika / भारत की आजादी में प्रेस की भूमिका : Bharat ki ajadi me press ki bhumika


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

priye pathkon aur mere doston aaap sabhi ka shukriya.bharat me mudran kala ka vikas kaise hua aur mudran ne bharat ki ajdi me apni bhumika kaise nibhai yah bahut hi dilchasp hai .Aur isi karan se main is pustak ko ke liye prerit hui ki kyun na el aise kitab likhi jaye jisme mudran aur bharat ki ajadi ke bich ke sambandhon ka adhyayan kiya ja ske .Bharat me press ka vikas us daur me kitna muskil ka kary raha hoga jhan sampdkon ko firangion ke topon ka samna krna pdta tha.uske liye arthdand sampatti ki jabti kuchh manh se lekar varshon ki jel kalapani aur uske aage mrityu dand  diya jata tha.bharat me jaise jaise rastravad avm press ka vikas hota gya usi anupat me  british sarkar ne bhartiy samachar patron par pratibandh bhi lgate chale gye .kyunki vah kbhi nahi chahte the ki unke kushasan aur shosankari nition ka pardafash samachar patron dvara ho.is liye samachar patron par ankush lagana jaruri samjha .is pustak me hm sabhi vishyon par apko achhi jankari dene ki bharpur koshsih lekhak ke dvara ki gyi hai.aur main asha krti hun ki yah pustak aap sabhi pathkon ke liye labhdayak sidhh ho. bharat ki ajadi me press ki bhumika pustak me aap sabhi ko iske har topic me kuchh sikhne ko milega main yahi ummid krti hun.
downArrow

Details