*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹206
₹229
10% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Prem bada mayavi hota hai aur kacchi umr ka prem to aur bhi khatarnak lagta hai. Is prem ki theek-thak taaseer koi nahi samajh saka aaj tak kyuki prem me kabhi dukh ho hi nai sakta dukh to adhikar jatane me hota hai jo prem ka shatru hai.Lekhak dwara “Bikhre Moti Tute Khwaab” pustak ke madhyam se ek insaan ke jeevan me har padav par prapt hone wale prem ko samjhne ke sath-sath use aapke hriday me utarne ka prayas kiya gaya hai. Is rachna me shringar ras ke kavitaon ke sath-sath jeevan ke kuch anya aayamo par bhi likhi gayi hain kavitaiyein. Lekhak is aasha ke sath is pustak ko aap sabko saunp rahe hain ki padh prem path jo bikhre moti to mujhpar ilzam na dein. Pyaar sirf ek ehsas hai aap jeevan ke har rup me karein mehsus aur pyaar ko pyaar rehne dein koi aur naam na dein.