Bund Bund pani:Balkatha sangrah
Hindi

About The Book

Varishth sahityakar Ankushree ki rachnayein vigat saadhe paanch dashakon se desh bhar ki sarkaari-gair sarkaari patr-patrikaon mein prakashit hoti rahi hain. Inki vibhinn vishayon aur vibhinn vidhaon mein 15 pustaken prakashit ho chuki hain.Inki rachnayein yoon to sabhi aayu-varg ke liye hoti hain magar inhone baalopayogi sahitya ka adhik srijan kiya hai. Inki rachnayon mein prakriti aur paryavaran ka varnan rehta hai jinse baalon ka bharpoor manoranjan hota hai aur ve unse shikshit aur prabhavit bhi hote hain.Inki ek baalkatha 'Etwa' Jharkhand sarkar ke vidyalayon mein paanchvi kaksha mein padhai jaati hai.'Hamare Vanyaprani' 'Hamare Pakshi' 'Humse Hai Paryavaran' 'Nagada' 'Ped' inki baalopayogi pustaken hain.Inka baal upanyaas 'Baal Vaigyanik Chand Par' Bharat sarkar ke prakashan vibhag mein prakashanadheen hai.'Boond-Boond Pani' mein paryavaran se judi paanch kahaniyan hain. Ye kahaniyan baalon ko bharpoor anandit karengi – Prakashak
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE