Is pustak mein kuch geet aur kuch ghazalen shamil ki gayi hain jo samaj ke parivaarik samajik aur rajnitik jeevan se li gayi hain. Pustak ki rachnaon mein vyaakaran ke formulas ka prayog nahi kiya gaya hai — arthaat inhe ‘Vyaakaran se pare’ rakhkar likha gaya hai.“Har bahar ko bahut hi manana padaQaafiyon se bhi humko nibhaana padaKuch radeefo se minnat bahut ki magarVyaakaran se pare humko jaana pada”