*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹294
₹350
16% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Chamrasur badalte parivesh ki kahani hai jo is tathya ko darshaati hai ki Bhartiya loktantr me phaasivaad ne kis tarah apne panje gaarh diye hain | chamrasur khud ko mahishasur ka vanshaj samajhta hai aur Ambedkar k andolan ko punarjivit karna chahta hai lekin jaativad k dansh ka shikar ho jata hai Jhaag aur kayakalp jaisi kahaniyon se guzarne ka matlab hai stri-purush k sambandhon k beech un niji lamhon se guzarna hai jahan purn samarpan k bavajud bhi stri apni antarik suraksha aur swatantrata k liye apne tamaam antarvirodhon aur kunthaon k sath sangharsh-rat dkhai deti hai . lamba lait sirf pita-putr ke sambandhon ki kahani nhi hai balki is tathy ko bhi ujagar kerti hai alokik prem ka parvaah do purushon k beech bhi ho sakta hai .namloos ka gunah aur chunva ka halala mazhab men hastakshep hai. Singardaan us trasdi ko darshata hai jo kisi samuday ko uski dharohar se banchit ker dene ki trasdi hai .