Yah Pustak Kavitaon ka ek sangrah hai Jisme Samaj ki Kuritiyon ka ullekh krte hue likha gya hai. Is Pustak me Kavitaon k Madhyam se janta me Jagrukta Failane ka harsambhav Prayas kiya gya hai. Is Pustak ka Maksad kisi bhi Jati Dharm Ya Majhab ko thes Pahuchana nhi hai.