*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹186
₹195
4% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Vishwa ka koi bhi vaigyanik siddhant un ullas aur anand palo ko nahi la sakta jo chand ke pratibimb ko shant jal me dekhkar hota hai ya phool ki pankhudiyon par pade oos kano se paravartit hoti surya ki prakash kirno ko dekhkar hota hai. Prastut krati me jeevan ki vibhinn paristhitiyon ka chitran ( prem aur viyog) prakrit ke sookshm vishleshan aivam vyanjano se kiya gaya hai. Prataha kaal bhanu ka muskanaBhoo ke daman me chhitra deta roliFasalon par chayi oos kano seParavartit hoti hain kirne bholi Lagta tab jaise karti prakritHai swarn ka vyaparTan man hota prafullitDekhkar prakrit ka sansaar