Dil Ke Sagar Me / दिल के सागर में : गीत संग्रह


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Bhavnayein bhanvar me nahaane lagi Siyahi me gote lagaane lagi Mai nikharti gayi leher aisi hai ye Khoob Shabdon ki Nadiyan Bahaane Lagi Mai Sushila Shrivastav ek kushal grehni hun. Mujhe har vishay par likhna acha lagta hai. Padhna likhna mera shauk hai. Isliye mai apne manobhavnaun ko kabhi geet ke roop me toh kabhi ghazal ke roop me dhaal deti hun. Mere mann ke sagar me shabdon ki lehrein uthti girti rehti hain. Jisse likhkar mujhe Roohani sukoon milta hai.  Meri 2 pustakein prakashit ho chuki hain. Kavya Sangrah Neel Gagan aur kahani sangrah Platform. Yeh tisri pustak geet sangrah Dil ke sagar me bhi aapko pasand aayegi. Is geet sangrah me samajik pariwarik adhyatmik sabhi prakar ki rachnaon ka sangalan hai.
downArrow

Details