Is pustak mein 21 kavitaon ka sangrah hai jo manaviya samvednaon ko prakat karti hain. Jismein kavitri ne samaj se praapt apne anubhav ko bhavnaatmak roop se darshaya hai.In kavitaon ke zariye yeh prerit kiya gaya hai ki mushkilon se ghabrana nahi chahiye aur swayam par bharosa rakhna chahiye. Agar khud par vishwas ho to koi bhi raasta kathin nahi hota.Iske alawa samaj ke moolyon mein girawat aane se har vyakti matlabhi hota jaa raha hai jis wajah se adhiktar log akelapan aur niraasha ke shikaar hain.In paristhitiyon mein khud ko kaise sambhaalna haiaur buri aadaton ko chhodkar sakaratmak kaise rehna hai—yeh sab in rachnaon ke madhyam se samjhaya gaya hai।
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.