Ek Ehsaas Naya Sa / एक एहसास नया सा : बेटी को आधिकार दो बेटे जैसा प्यार दो!


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Humne yah Kitab bete aur beti ki barabari ke liye likha hai. Aur Ek Naya Samaj banane ke liye likha hai. Jahan per Sab barabar Ho aur Samaj ki jo galat Soch Hai betiyon Ke Prati ki betiyan Bojh hoti hai Unki ya galat Soch ko Katla karne ke liye likha hai aur Yahan per Sab barabar Hai unhen Aisi Duniya betiyon ke sath bete ko bhi sikhayen Jab yah Sikh Nayi nasl Banegi Tb beto ki Fauj betiyon ke liye Khadi Hogi . Tab Na Koi Kisi Ke Chehre per Tejab Dalega. Tab Na Koi Kisi ki beti ko galat najron se dekhega. Tab Har Nari bahan Saman Hogi. Tab Har Aurat Devi ka Roop Hogi. Tab betiyan Apne Sapnon ko bun payegi. Tab betiyan aapane hoslo ko Buland kar payegi. Tab betiyan chhu payegi Aasman! Tab betiyan rah  payegi surakshit. Jab bete Rahenge betiyon ki Dhal Bankar. Tab Har beti Banegi mishal. Is Kitab se Hamara Sandesh Dena bus yahi hai ki betiyon ko Samaj Ke Samne khul kar Jeene Ka Adhikar hai aur unhen apne hunar se uchaiyo Ko chhune Ka Hak hai. Is Kitab Mein Humne Ek Pita aur beti ke gehre sambandh ka jikr Kiya Hai Ek beti ke liye uska Pita Duniya Mein sabse Anmol Hota Hai isase Humne Kavita ke Madhyam se Samjhana Chaha hai. Is Kitab Mein Ham UN logon ka Hosla Badhana Chahta Hai Jo Kuchh Sapne Tut jaane ke bad Tut kar bikhar se Jaate Hain unhen Kavita ke Madhyam se Apne Jivan Mein Aage Chalte Rahane ki Prerna Dena Chahte Hain.
downArrow

Details