"Ghadi ki wo sui" us bujurg vyakti ki or dhyan akarshit karti hai ji ghar ka tathakathit mukhiya to hai lekin uski mahatta ghadi ki us sui ki tarah hi ho gai hai jo ghadi chalne ka pramaan to deti hai lekin jab bhi logon ki nigahe ghadi par jaati hai to us sui par kisi ka dhyan nahi jata. Us sui ka mahatva tabhi pata chalta hai jab wah ruk jaati hai aur ghadi band ho jaati hai.Jis tarah ghadi ki suiyo ka mahatva sanyuktata me hai waise hi parivaar ke sadasyo ka mahatva bhi sanyuktata me hai Issi vichaardhaara ko badhaava dene wali ye romaanchit kahani prastut hai - "Ghadi ki wo sui"
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.