Ghar aur Adalat (Hindi)
Hindi

About The Book

Bharat ke High Court ki pehli mahila Chief Justice ki aatmkatha. Dilli High Court ki pehli mahila Judge aur Bhartiye High Court ke itihaas mein pehli nahila Chief Justice London mein baar ki pariksha mein aval aane vaali pehli mahila Leela Seth ne apne jeevan ke khushnuma palon ke saath-saath mushkilon ka bhi zikra kiya hai . Apne vritant mein bachpan mein apne beghar ho jane aur usse jude sangharshon apne pati premo ke saath England mein pravaas ke samay kanoon ki duniya tak anayaas hi phunch jaane baad mein Patna Calcutta aur Dilli mein practice karne tatha 50 saalon se bhi zada lambi sadabahaar shaadishuda zindagi ke baare mein pramukhta se baat ki hai jisme apne 3 vilakshan bachon lekhak Vikram jain- boodh dharmacharya Shantam aur film nirmaata Aaradhana- ko paalne-posne se jude anubhavon ko bhi shamil kiya hai. Ghar aur Adalat mein Leela badi bhavukta aur saralta se apne jeevan ke inn do pehluon ko ujagar kiya hai.kabhi atarang kabhi pechida aur kabhi hasa dene vaali yeh kitab ek asadharan mahila unke parivar aur uss samay ki dilchasp aur jeevan se bharpoor tasveer pesh karti hai.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE