Rachnadharmita koi saadharan kaarya nahi sukhe phoolon mein fir se nayi taazgi laane jaisa asadharan kaam hai. Yeh pustak bhi jeevan-anubhavon aur usse sambandhit anubhutiyon ka samnvay hai. Apne aas-paas ki ghatnaon se prabhavit hue bina samajik sarokaron se nahi juda ja sakta isi liye is kavya-sangrah mein vivid rangon ka vaividhyapurn chitran dekhne ko milega. Prem karuna gambhir chintan naye vimarsh aadi se judta yeh kavya-sangrah aap sabhi ke samaksh naye rang-roop aur aakarshak kalevar mein prastut hai. Hamesha ki tarah is sangrah ko bhi aap sabhi ka sneh prapt hoga — isi abhilasha ke saath... — Dr. Upasana Dixit
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.