*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹220
₹245
10% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Hindi haikukaron ke haiku kavya me rachit rachnao ka sajha prayas hai. Haikumala jinme se adhikansh nye haikukar hai jinke haiku pahali bar kahi chhap rhe hai haiku japani paridhan me lipati hindi ki navinatam lokpriya hoti hui ek shvashi kavya vidh hai. Jiska ki senaryu se saf antar dikhayi padta hai haiku aur senryu dono hi bina vimb ke nhi rache ja sakte lekin kisi senryu ko haiku kahlane ke liye usme prakriti tatw ka hona aniwarya hai. Pathakgan rachnaon ke madhyam se prakriti ka anand le aur prakriti ke madhyam se manviya jiwan ke sukh dukh sahit tamam bhavnao ko samjh sake isi uddeshya se yah sanklan prakashit kiya gya hai. Man ki nishchal anubhutiyon ko sahajata se piroya gya hai is Haikumala me.