. Anant ne hamesha he ganitagyon w vicharakon ke mastishk ko sochane ko mazboor kiya hai . Anek ganitagyon ne apana pura jiwan anant ke sambandh me vichar karne me hee khapa diya . Ganit ko theek se samajhane ke liye anant ko samajhana aawshyak hai . Ise jane bagair ganit ko samajhne ke yatra bhrampurn hee rahatee hai . yuwa mastishk me anant ko lekr spashtata lane ka yh ek prayas hai taki aagae kee padhaai me we ganit w vigyan ka bharpoor aanand le saken .