Intezaar-e-Yaar


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

About the Book: Ye kitaab meri walidain aur meri zindagi se jurde khaas logo ke naam. Is kitaab mein tarha tarha ki shayari maujood hai pyar pe udasi pe aur mehboob ke intezaar ki shayari bhi hai. Ye meri pahli kitaab hai koshih ki hai kuch likhne ki umeed hai aap sab ko pasand aayegi About the Author: Muntazeer rehti hai meri aankhe Har us raste par jahan se tum guzarte ho..... Main shaista shaista mujhe urdu shayari ka bohat shauk hai main hamesha koshih karti hun ke main urdu shayari mein kuch kar sako aur ye meri unhi koshishon ka ek chota na namona hai. Main ne double masters complete kiya hai. Aur ab main school aur tuition pardhati hun. Zindagi mein bohat se mushkil pal aate hai lekin hame hamesha un se bahar nikal ke aana chahiye jaise har raat ke baad Suraj nikal aata hai theek waise hi. Is kitaab mein asan urdu ke alfazo liye gaye hai take log ise aur asani se samjh sake. Mujhe umeed hai aapko ye pasand aayegi
downArrow

Details