*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹169
₹180
6% OFF
Paperback
Out Of Stock
All inclusive*
About The Book
Description
Author
Kayi saare kisse milkar ek kahani banti hai aur kayi saare khayal milaakar ek kavita… Kisso se bani kahani toh hum sabne padhi hai magar kya kabhi kavitaon ko kahani baya karte sunaa hai kya? Zindagi mein har kisi ne kabhi na kabhi toh mohabbat ki hi hogi. Jinki mukhammal hui mohabbat, unki toh dastaan yaad rahi sabko, lekin kiya tha jinhone ishq ek tarfa, bandhe rahe woh ik aisi bandish mein, koi na jaana, kaise halaathon se sambhala unhone dil ko?Koi bahut kuch keh gaya, phir bhi zaroori baat nah ho paayi kabhi poori,Kisi ne jo kehna tha, sirf usi ka zikr kiya,Lekin unki bhi reh jaani thi shayad mohabbat adhuri…Ik mulaqaat se hokar safar shuru, yahan intezaar phir muddat tak ka hota hai; Ishq ek tarfa na jaane kyoun hokar adhura bhi khud mein yeh poora sa lagta hai…