Jannat / जन्नत


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Jannat Mere jeevan ka pehla kaavya sangrah hain. Main koi badhi lekakh ya shayar nahi hu dosto pariwar aur anya logon se ho rahi baat-cheet ke dawraan jo bhi mehsoos kya wahi yaha pe likh rahi hun. Agar aap mere sath har roz baat karte ho toh inmain se kai kavitayaan ya phir sirf doo line apke mobile m bhi hongi. Aap jo bhi padhoge yaha pe usmain koi nahi cheez nahi hain ye sab aap har roz ki zindagi main mehsoos karte honge.Es duniya ke doo peahlu hain ek sapna aur ek hakikat ye mere alfaaz un dono ke beech ki ek choti si kadhi jain jo sapno ki hakitkato se jodhti hain. Jaise ki maine aage bataya ki ye sirf wo lafz hai jo main aksar logon se baat karte waqt kaha karti hun. Ese ek kitab ke taur pe lane ka koi plan mere dimag main nahi tha. Magarkuch log hain zindagi mein jinhone mujhe ye kitab likhne ke liye prerit kiya aur unlogon ki main bahut sukregujar hun.
downArrow

Details