*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹150
₹155
3% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Ludo- ranneeti ke iss board game ne na sirf hamara manoranjan kiya hai balki hamein kai kaushal ranneetion aur anubhavon se samruddh kiya hai. Kya hamne kabhi iss par gaur karne ki parvaah ki hai? Jeevan ka koi syllabus nahi hota. Jeevan ko nirantar avlokan prerna aur sudhar ki aavashyakta hoti hai. Hamare aas-paas kuchh bhi seekhne ka ek strot bann sakta hai jissey hum apne jeevan ko rachnatmakta se jeene ki prerna aur sabak prapt kar sakte hain. Yeh pustak jeevan ke unn sabhi pathon ko yaad karne ka ek prayaas hai jo Ludo ne chetan ya avchetan roop se hume sikhaya hai. Jaise jaise aap panne padhte jayenge aap na keval lekhak se sehmat honge balki jeevan ke aur bhi bahut se pathon ko swayam khoj payenge… Happy Reading!