Jeewan ke aine mein kavitaen: Bhakti rishton aur mitrta ka kavya-sangrah

About The Book

“Kavita man ki ankahi dhadkan hai jo shabdon mein dhalkar aatma se samvaad karti hai.” Yeh sangrah keval kavitaayein nahi balki jeevan ki dhadkanon ka sankalan hai. Kahin pita ka vatvriksh-sa saaya hai to kahin mata-pita ka amrit-sa sneh. Guru ki kripa bhai ka sambal patni ka saath aur mitrata ki ushma — har pankti mein jeevan ke rang bikhre hain. In rachnaon mein prem ki nami hai bhakti ki madhurta hai vyangya ki dhaar hai aur anubhavon ki kathorta bhi. Har kavita ek darpan hai — jisme koi apne rishte dekhega koi sangharsh pehchaane ga aur koi asha paayega. Yeh pustak un sabhi ke liye hai jo kavita ko keval padhna nahi balki jeena chahte hain.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE