Jijivisha / जिजीविषा : जीने की इच्छा

About The Book

Yha kavya bhartiye sanskriti ki kahaniyo ki mand bayar hai jo bharat ke har ghar ke angan se hokar gujarti hai.enn kavyo me veerbhakti sringar aadi rasho ka visham sanyog hai aasha hai yha kavya apke bhitar chupe kisi na kisi bhavo ko avshya cheddegi aur apke manochetna me chupi kisi na kisi kahani ko avashy jaga degi     kab aaiyo balam mero     Khet khaliyan sab sun bhayo     Chitthi taar bhi ab na bhejo      Chait vaishkh sab beet gayo Lekhak dawara likhi uprokht chaar pankti apke ander chupe virah ke bhao ko kured ke apke chetna ke vimb par kuch na kuch parbhav avashya daali hongi aisi he bhao pardhan kavitao ka sanshipt sangrah ki yah pustak padhne ke baad aasha hai aap thik vaise na rahe jaise aap iss kavita sangrah ko padhne se pahle the aur yahi lekhak ki safalta hogi.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE