*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹148
₹150
1% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Kabhi jehan mei khayal aata tha likhna bhaut aasan hai. Bss chaheye kagaj kalam ek dil dimag or kuch lafj bs likhne ka silsila chal nikalta hai. Lekin jb lekhni hathoo mei liya tb samajh aaya kalpana k sahare jindigi k sache raang nahi ukare ja skte hai. Aise rang kabhi bhaut gahere kabhi halke or kbhii bad-rang hoo jate hai.Likhne k liye chahyee jindigi k sachee sabak sachi ghatna anubhav or inme bahte pani sa pravah lane k liye thodi kalpanaye. Tab ye sabd or lafj ka libaas pahan kahaniya banti h. Jindigi ki kuch chuni hui ghatanaoo ko kahaniyo mei dhalne ki ye kosis kaisi lagi? Padh kr dhekheye na.