*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹230
₹260
11% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
JIVAN SANGHARSH EK AAM INSAN KE SANGHARSH KI KAHANI HAI . JI HAN YE MERI KAHANI HAI. MERE 63 VARSH KI JINDGI KA LEKHA JOKHA HAI JIKSE MAINE SHABDON MEN PIROYA HAI .IS AATM KATHA KO LIKHNE MEN MAINE PURI INMANDARI BARTI HAI . IS RACHNA KA UDYESHY SIRF ITNA HAI KI AAP PADHEN AUR ANAND UTHAYEN .HO SAKTA HAI MERA JIVAN SANGHARSH AAPKO KOEE PRERNA DE. INSAAN IS JIVAN MEN BAHUT KUCHH SIKHTA HAI. EK SWAYM KE ANUBHAV SE AUR DOOSRA DOOSRON KE ANUMBHAV SE | SWAYM KE ANYBHAV SE SIKHNE KE LIYE EK JHINDGI KAM HAI. YAHI VAJAH HAI KI INSAN DOOSRON KE ANUBHAV SE SIKHTA HAI YAH MERE JIVAN KE ANUBHAV KI KAHANI HAI APNE JIVAN KE YOWAN KAL MEN JO LAKSHY NIRDHARIT KIYE THE UN PAR CHALTA RAHA. MAIN SANKALPSHIL THA. YA YUOON KAHEN KI MAIN HATHI THA. GAON KI GHOR GARIBI ABHAVKUNTHAHINTA AUR APNE CHAACHAA KE ATYACHAR KO SAHTE HUYE BHI MAINE APNE JIVAN KI DASHA AUR DISHA KHUD TAY KI. MAIN KOEE MAHAN VYKTI NAHIN BALKI EK AAM INSAN HOON JISKE ANDAR MANVEEY KAMIYAAN HAIN .PAR IN KAMIYON KE BAVJOOD BHI MAINE APNE PARIWAR AUR DESH KE PRATI KARTAVYON KA NIRVAHAN KIYA AUR APNE JIVAN KO NIRANTAR PRAGATISHIL AUR KHUSHHAL BANAYA.