<p>Maanviya samvednao ka taana baana bunne me Lucky Rajeev parangat hain.Kahani sangrah 'Kariya' chuni hui kahaniyon ka sangrah hai.In kahaniyon me jeewan ke vishisht kshanon ka paryapt shabd-samvadon me samvedanatmakta aur manovigyan ka sakaratmak prabhav utpann kiya gaya hai. </p>