Manav man ki anubhuti jab shabdo ke madhyam se ras or chandh se alankrat ho kar kagaj par utarti he to vah kavita gajal geet ya chopaiyo ka roop dharan kar kavyanubhuti ban jati he Avyavasthao par jab riday dravit ho kar hunkar bharne lagta he to oj kavya ho kata he or vahi riday jab kisi rupsi ke sondarya ka varnan karta he to shringar ka geet ban jana he ya najakat roop liye vah varnan gajal ho jati he Meri is krati me meri 41 sarvshreshth rachnao ka mene samavesh kiya he jo aap sudhijano ko avashya hi anandit karega is pustak ko ap meri anya kratiyo ki hi tarah prem denge iska mujhe purn vishwash he In panktiyo ke sath yah kavyanubhuti aap sabhi ko samarpit... Meri kalam se chingaria bolti heHukumato ki sari pole kholti heLekhni jab sach ka aaina dikhati heTab unke anucharo ki besharmi bolti he -Shailendra jain shekhar
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.