Videh Tirhut ya fir kahein Mithila Bharat aur Nepal mein faile is ilaake ka adhunik itihaas bahut kam likha gaya hai. 20win sadi ke poorwardh mein mahamahopadhyay pandit mukund Jha 'Bakshi' ki yah kitab prakashit hui thi. 'Mithilabhashamay Itihas' naam se prasiddh is kitaab mein mool roop se Mithila ke antim rajvansh yaani Khandwala rajvansh ka vistrit itihaas likha gaya hai. lekin usse poorv ke do rajvanshon Karnat aur Ainwar rajvanshon ke sambandh mein sankshipt jaankari di gayi hai.
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.