Meri is pustak me swarachit rachnaayein hain jo maine aaj ke daur ke anusaar likhi hain parantu maa Seeta ko dhyaan mein rakhkar. Lekhni jagat mein main kuch bada karna chahti hun isliye aap sabhi paathakon ko dil se dhanyawaad mera hausla badhaane ke liye. Aap sabhi mera aisa hi saath dete rahein taaki main aur bhi aage badh sakun.