*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹172
₹175
1% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Yah Kahani hai jungle me lockdown ki. Corona ke aatank ne samuche vishwa ko ulta - pulta kr diya. shahron ko sthanbaddha kr diya. Paisa aur bhautik unnati ke pichhe paglon ki tarah daudne vale gatiman insanon ke pairon me mano bediyan dal kr unhe avrudhha kr diya. Sparsh ko itni ahmiyat dene wala insan sparsh se katrane laga. Uska bharosa uth gaya sparsh se! Vichar - vimarsha hone laga. Log kahane lage ki manushya ko prakriti ki orr laut jana chahiye. Koronyakand ki kahani aapko aise logonse milati hai jo prakriti ka hi ek hissa hai sadiyon se! Ve prakriti ki goad me pale - badhe hain. Vriksh - lataen - pashu - panchhi - unki sanskriti ka avibhajya ang hain. In logon ko bhi lockdown ke din dekhne pade. Marathi bhasha me likha gaya shayad yah pahla upnyas hai jo lockdown ki sthiti aur parinamon ke wastav roop ko ujagar karta hai. Ab hindi anuwad ke madhhyam se yah upnyasika apni bhashik siimaon se pare pahunch kr ek nae roop me aapke samne prastut hai. English Description: ‘Coronyakand’ is a Lockdown Saga! Corona has collapsed human life and forced every human to rethink about Human-Nature relationship. Novelette an experimental form of storytelling is being used here. Reading this very first Book of Marathi language on a theme Corona is an experience. Structure of this story is unique; experiment of symbolistic characters and linguistic prose-poetry combination make this Lockdown Saga different in every manner.