*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹204
₹219
6% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
KSHANIKA vartman me hindi kavya-jagat ki ek upekshit vidha hai. Yadhapi kuchh gine-chune sahityakar kshanika ko punrjivan dekar mukhy dhara me lane ke liye nirantar prayasrat hai. KSHANIKAMANI bhi kuchh sathiyo ke sath milkar ek aisa hi sanyukt prayas bhar hai. kshanika ki tikshanta aur gahanta se aparichit kuchh naye kalamkar kshanika ke nam par laghu tukbandiya ya fir sapatbayani ya suktiya prastut kar rahe hai. Jabki kshanika chand shabdo me ek kshan ki parighatanao ki samagra abhivyakti hai. Yadhapi prastut sankalan me aayi samast rachanao ko samman dene ki koshish ki gayi hai. Aur es bat ka bhi dhyan rakha gaya hai ki jivan ke vividh paksho par rachi gayi kshanikaye laghu kavita ya pravachan ka ansh na hone paye evam apane gntavy ke shikhar par apne lakshy ki achuk nishpatti kare.