*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
₹195
₹199
2% OFF
Paperback
All inclusive*
Qty:
1
About The Book
Description
Author
Yeh pustak 27 kavitaaon ka sangrah hai jo mool roop se swayam lekhak Leena Afsha dwara likhi gayi hain. Bhawanayen humare jeevan me ek pramukh bhumika nibhati hain. Jaisa ki hum sthiti ke anusar alag tarah se pratikriya karte hain. yahan maine pyar aur dil tutne ke bare me likha hai. Ek tarfa premi ki baat se maine ek hi bhav pr jor dete huye likha hai. Apne priy ke liye uske vichaaron aur bhavanaon ke bare me. Kabhi-kabhi nirasha me hum unhen aur peeda dete hain lekin ant me hum apne priy jano ko maaf kr dete hain aur badle me humare liye unke pyar kr alawa aur kuch nahi chahte hain. Fir bhi dur jane ka nirnay lena koi galti nahi ho sakti ya ek din ka nirnay nahi ho sakta. Jaise kisi se pyar karna aur agar yeh aatma se juda hai to yeh feeka nahi pad sakta. Mera manna hai agar prem bhavpurn hai aur dono ke beech aapsi hai to khuda ke alawa kisi me bhi use ek dusre se chheen ne ki shakti nahi hai.