Laal man / लाल मन


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Laal Mann sheershak ka arth hai A Red Mind maane sooje huye vichaar. Ye kitaab ka adhiktam hissa lockdown ke samay mein likha gaya hai. Isse shayad aap samajh sakte hai ki lekhiki mein soojan kyun aayi hogi? Laalmann ek nawyuvak hai jo ki bharat ke ek mahanagar mein rehta hai. Wo apne aaspaas ke vatavaran se bahot prabhavit hai. Lalman ki kahani Aadarsh aur Yatharth ke beech mein jhoolte rahti hai. Wo koi tairaaki ke tarah is dwand ke sagar ko paar karne mein laga hua hai. Ek ke bad Ek jab tez lehron si girti hui jeevan ke bahuroopi bajra laalmann ki pasaliyon ko todne mein utaaru rehte hai wo i se joojhta hua girta sambhalta hua toote huye sapno ke dher batorta hua apne aap ko doosre-teesre padaav mein paane lagta hai. Is pustak ke maadhyam se Rohit ne sheher mein palaayan kiye huye Migrant Workers ke jeevan chitra ka varnan karne ki gustaakhi ki hai.
downArrow

Details