Lafz-ae-Bayaan ek aisa kavya-sangrah hai jahan shabd sirf shabd nahi rehte — ve jazbaat ban jaate hain.Yeh pustak un khamoshiyon ki daastaan hai jinhe hum aksar mehsoos to karte hain par bayaan nahi kar paate.Har kavita mein prem virah aatmamanthan aur zindagi ki uljhanon ka ehsaas basa hua hai.Malay Das ki yeh pehli kavya-kriti dil se nikli hui baatein hain jo paathakon ke mann ko chhoone ki kshamta rakhti hain.Agar aapne kabhi kisi baat ko kehna chaha ho par keh na paaye hon — to yeh pustak aapke dil ki awaaz ban sakti hai.
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.