Lata ke 51 Geeton ki Sargam / लता के 51 गीतों की सरगम
by
Hindi

About The Book

<p>Lata Mangeshkar ke geeton ka kaun deewaana nahin hai? &nbsp;Har vyakti har din Lata ji ke geeton ko dhoondh dhoondh kar sunta hai. Unke geeton mein jo madhurta saadgi mithas shokhi tarunaai &nbsp;aur &nbsp;swar &nbsp;goodhta ( swaron ki gahraai aur unchaai ) paayi jaati hai vo atulneey hai. &nbsp;&lsquo;Lata ke 51 geeton ki sargam&rsquo; pustak ke pichhle sanskaran ki apaar safalta ke baad ye naya sanskaran prastut hai. &nbsp;Jo abhi tak is pustak ko nahin khreed paaye hain ve avashya ise khareedkar aanand paayeinge. &nbsp;Ismein laya taal ke saath swarlipi prastut ki gayi hai. &nbsp;Geet ke saath bajaayi jaane wali ek chord ka ullekh bhi kiya gaya hai. &nbsp;Sangeet ki prarambhik jaankaari rakhne vala vyakti aasaani se in geeton ko apne vaady par bajaa sakta hai aur unka aanand le sakta hai.</p>
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE