Manav sarir swayam ek Brahmand .

Yaha pustak manab Jiban ke amrut ko darsati hai. Jisme abchetan aur chetan man ki adbhut srinkhala ki Shakti ka varnan kiya gaya hai. Yaha manav aur brahmanda ki khoj ka barnan hai.

Manav jiban purna roop se sabhi karya karne mei sakhyam hota hai. Purine kal ke yug se jaha kebal krishi hi adhiktam logo ka byapar tha tatha aaj ke adhunik yug tak manav ne bhinna bhinna khetra mei apni safalta ke jhande gadhe hai. Bash yaha sochna hoga ki hum kya karna chahate hai. Manab jiban sambhabta ke aas-pas hi ghumti rahati hai.

Hame apne jiban mei wohi karya karne chahiye jo hame mulya dete hai fir jiban apne aap mulyaban ban jata hai.

Yaha samast Brahmand rahasya purna hai aur yaha ish rahashya purna brahmand me sab kuch purna kiya ka sakta hai.

Karm ka gyan chetna ko badhata hai karma hi manushya ka param kartabya hai. Karma ki pabitrata se sambhand rakhnewala manushya apne jiban ke karmajal ko kat sakta hai.

Jab hum dushro ko roshni pradan karne ke liye diya jalate hai to swayam bhi roshni prapta karte hai.

Apne jiban ka lakhya manushya swayam nirdharit karta hai aur use bhedne ki Shakti ke khyan ka gyan manushya ki man: Shakti mei hai.

Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.