Manavata Aur Muhabbat Bhag - 1 / मानवता और मुहब्बत भाग - 1


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE

Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Fast Delivery
Fast Delivery
Sustainably Printed
Sustainably Printed
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.

About The Book

Priye Pathakgann Rachanakaar Gyaneshwar Prasad Hindi Sahitya Jagat Ki Ek Umda Sahityakaar Hain.  Inhonne Apani Kayi Kavya Rachanayen Hindi Aur Angrezi Men Electronic Social Media Men Likha Hai.  Inhonne Angrezi Men Ek Kavya Sangrah Kindle Publishers Dvara Prakashit Kiye Hain Ziska Shirshak The Moaning Humanity Hai.   Inhonne Gannit Ke Sath B. Sc. Karne Ke Bad Neuro Electro Diaganosis Ki Training Kar Niji Sansthan Men Kayi Salon Tak Karya Kiye; Phir Civil Engineering Ke Kshetra Men Rashi Aakalan Ka Karya Karte Hain.  Is Darmyan Apani Padhai Ke Bad Kayi Salon Tak School Ke Bachchon Ko Niji Taur Se Vigyan Aur Gannit Padhane Ka Karya Bhee Karte Rahee Hain. Inaki Rachanawon Men Samaj Men Badhati Buraiyon Ke Viroodhya Satya Ahimsa Manavata Aur Muhabbat Ko Asthapit Karne Ki Koshish Ke Sath Sath Samaj Men Kamzor Warg Aur Nari Ke Utpidran Aur Shoshan Ke Viroodhya Bhee Aawaaz Buland Karne Ki Koshish Jhalakati Hai.  Inaki Lekhan Kala Ke Sath  Sath Sonch Aur Bhavanawon Ki Abhivyakati Ki Shailee Aur Bhasha Samanya Se Kafi Uncha Hai. Dhanyawad
downArrow

Details