Manmanta / मनमंता
Hindi

About The Book

<p>Manmanta meri dusri kriti hai jismen jivan ke utar chadhav aur dainik ghatna kram aur unse utapann vicharon ka n sirf varnan hai apitu jivan ke un pahluon ko ek sath samnvit karne ki koshish karke unke mul samsyaon ka mulyankan kar ke unke samadhan ka bhi varnan hai jo ki samajik drishti se n sirf sahi hai apitu sarv grahy aur many bhi hai </p><p> jahan is kriti men aadhunik naariyon ki baat kahi gayi hai vahin pariwar ke bujurgon ki bhi baat 'aah! vo kona darak raha hai' men kiya gaya hai aise hi jivan ke kai anchhuve vicharon aur pahluon par prakash dala gaya hai </p><p>ham shahar-e-banaras men adhure andaz-e-bayan karte hain</p><p>jindagi shuru hi ki vahan jahan marne ko sab taraste hain </p>
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE