Mannan
Hindi

About The Book

Yeh kitaab maine apni maa ko samarpit ki hai. Manaviya bhavnaon ko ukerne ki koshish mein maine shabdon ko unke hi taane-baane mein aatmasaat karne ki koshish ki hai. Koshish yeh hai ki har kavita apne hi manobhavon ka aaina bane. Meri maa jitni saral-sugamya thi maine apni kavitaon ko bhi utni hi saralta se paala-posaa hai.Kavitaon ki khaasiyat hoti hai ki woh har paristhiti mein apni abhivyakti dhoond leti hain aur har vyakti apne jeevan ke sangharsh ko apne tareeke se jeeta hai. Hum insaan yeh samajhte hain ki sangharsh sirf hum hi karte hain par jab aap meri kavita Gauraiya padhenge to prakriti ke jeev-maatran mein bhi yeh jeevan-sangharsh nazar aayega.
Piracy-free
Piracy-free
Assured Quality
Assured Quality
Secure Transactions
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.
Review final details at checkout.
downArrow

Details


LOOKING TO PLACE A BULK ORDER?CLICK HERE