Manobhav Sudha-Sindhu ka prakashan is uddeshya se kiya ja raha hai ki kavi apni soch ko samaj ke saath saanjha kar sake. Kyunki hum sab ek doosre ki soch se utprerit hote hain. Apni soch ka parimaarjan aur parishkaar karte hain. Anek pathak jo swayam kehna chahte hain agar ve kavi ki kavitaon se prapt karte hain to unhe mansik santushti ka anubhav hota hai.Yeh kavya sangrah kisi vishesh vichardhara ya yojit vishay ki prastuti nahi hai balki man mein aaye bhavon ki yatharth prastuti hai. Itihaas niyojit bhi likhe jaate hain parantu lambe samay baad saadharan kavya hi hamare aaj ko pratinibimbhit karta hai.Kavi kuch nahi karta voh to samaj ki soch ko samaj tak pahunchaane ka madhyam matra hai. Mera prayaas safal hoga yadi aap apne aap ko kahin meri kavitaon mein paa saken
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.