<p>Yeh pustak masihi aur gair masihi dono ke liye tayar kiya hai maine agar aap masihi hai toh aapke mann mein kai baar aise sawal aaye jinhe ki kya yeshu sach mein tha ya kewal ya maatra kahani hai kya parmeswar ka astitva hai kya main jo viswas kar raha hoon woh sahii hai? Yehi sawal gair masihiyo mein bhi aata hai ki kya bible ka yeshu sach mein tha ya maatra kahani hai kya yeshu krus par mara tha kya woh teesre din sach mein jee utha tha aise mahatvapurn sawal ka jawab iss pustak mein payenge. Aur aap jaan payenge ki masihi vishwas andhvishwas nahi balki sabooto pe aadharit vishwas hai.</p>
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.