Mere jazbaat ek kavya sangrah hai jisme lekhak ke dwara anek jeevan avastha ke man ke bhavon ko darsaya gaya hai. Isme samaj parivaar ko lekar ke saral shabdon mein rachnayein prastut ki gayi hain. Is pustak ki sabhi kavitaayein lekhak Satyendra Sharma ji ke man ke bhavon ka aaina hain.