<p>Beti ek aisi daulat hai jise pakar jivan safal hosakta hai. Betiya vo chidiya hai jo apne maa-baap k khatir apne parivar ke khatir anjane safar pe chali jaati hai. Betiya hi hoti hai jo apne maa-baap ki seva me hamesha upalabd rehti hai. lekin betiyon ko hamare samaj me vo samman nahi milpata hai uske bohat sare kaaran hai jaise ki saamajik aur rajnaitik. hum betiyon ko devi laxmi toh kehte hai lekin unhe kabhi vo devi ka darja nahi dete. Ye kitab ek koshish hai jaha betiyon ko unka haq ka samman diya gaya hai. samaj ko ek aina dikhane ka kaam ye kitab karti hai. betiya hoti hai toh ghar me khusbu barkarar rehti hai bin betiyon ka ghar toh bejaan sa hi hota hai. </p>
Piracy-free
Assured Quality
Secure Transactions
Delivery Options
Please enter pincode to check delivery time.
*COD & Shipping Charges may apply on certain items.